Aaj Phir Jeene ki Tamanna Hai Lyrics. This song sung by Lata Mangeshkar and Lyrics written by Shailendra.

Aaj fir jeene ki Tamanna hai Info
Song | Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai |
Singer | Lata Mangeshkar |
Lyrics | Shailendra |
Music | S.D.Burman |
Movie | Guide – 1965 |
Aaj fir jeene ki Tamanna hai Lyrics
Kanto se kheench ke ye anchal
Tod ke bandhan bandhi payal
Koe na roko dil ki udan
Dil wo chala
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Apne hi bas me nahi main
Dil hai kahin to hun kahin main
Apne hi bas me nahi main
Dil hai kahin to hun kahin main
Jaane kyaa pa ke meri
Jindagi ne hans kar kaha
Ha ha ha ha
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Main hu gubar yaa tufan hun
Koe btaye main kahan hun
Dar hai safar me kahin kho na jaaun
Rasta naya aa aa aa a
Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai ankhe malte malte
phool hi phool jindagi bahar hai
Tay kar liya a a a a
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai
Aaj fir jeene ki Tamanna hai