Agar Dil kisi Se Lgaya Na Hota Lyrics
Agar Dil kisi Se Lgaya Na Hota Lyrics – Muhammed Rafi has sung this song in his captivating voice. Lyrics agar dil kisi se lgaya na hota written by Prem Dhawan.
Agar Dil kisi Se Lgaya Na Hota Song Info
Song | Agar Dil Kisise Lagaya |
Singer | Mohammed Rafi |
Lyrics | Prem Dhawan |
Music Label | Nupur Audio |
Movie | Bada Aadmi (1961) |
Agar Dil kisi Se Lgaya Na Hota Lyrics
agar dil kisi se lgaya na hota
agar dil kisi se lagaya na hota
zamane ne humko miitaya na hota
zamane ne humko miitaya na hota
Girana hi tha tune aansu samjh ke
girana hi tha tune aansu samjh ke
to nazron me humko basaya na hota
to nazron me humko basaya na hota
muqadar me agar yahi ruswayiyan thi
muqadar me agar yahi ruswayiyan thi
to mehfil me teri main aya na hota
to mehfil me teri main aya na hota
zamane ne humko miitaya na hota
agar tere daman ki hasrat na hoti
agar tere daman ki hasrat na hoti
to yuun jindagi ko lutaya na hota
agar dil kisi se lgaya na hota
agar dil kisi se lagaya na hota
zamane ne humko miitaya na hota
zamane ne humko miitaya na hota