Bahut Pyar Karte Hain Lyrics
Bahut Pyar Karte Hain Lyrics from movie Sajan, This song sung by Anuradha Paudwal, S. P. Balasubramaniam. Beautiful hindi song Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics Written by Sameer.
Bahut Pyar Karte Hain Details
Song: Bahut Pyaar Karte Hain
Lyrics: Sameer
Singer: Anuradha Paudwal
Music: Nadeem, Shravan
Movie: Sajan
Bahut Pyar Karte Hain Lyrics
Bahut pyar karte hai tumko Sanam
Bahut pyar karte hai tumko Sanam
Kasam chahe le lo
Kasam chahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyar karte Hain tumko Sanam
Bahut pyar karte Hain tumko Sanam
Hamari Ghazal hai Tasawur tumhara
Hamari Ghazal hai Tasawur tumhara
Tumhare Bina ab na jeena Gawara
Tumhein yunhi hi chahenge
Tumhein yunhi hi chahenge
jab tak Hai dum
Bahut pyaar karte hain Tumko Sanam
Bahut pyaar karte hain Tumko Sanam
Sagar ki Bahon Mein maujein hain jitni
Sagar ki Bahon Mein maujein hain jitni
Humko bhi Tumse Mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam
Bahut pyar karte hain tumko Sanam
Bahut pyar karte hain tumko Sanam
Kasam Chahe le lo
Kasam Chahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyar karte hain tumko Sanam
Bahut pyar karte hain tumko Sanam