Barsaat Ki Dhun Lyrics Brand new song Barsaat Ki Dhun sung by Jubin Nautiyal and written by Rashmi Virag, while its music given by Rochak Kohli.
Barsaat Ki Dhun Song Info
Song | Barsaat Ki Dhun |
Singer | Jubin Nautiyal |
Music | Rochak Kohli |
Lyrics | Rashmi Virag |
Barsaat Ki Dhun Lyrics
Aao ek bhigee huyi si
kahani sunata hu
Jab aasman se bundein
Nahi Mohabat barsi hai
Barsat ne aisi dhun chhedi
Jiske liye zindagi sadiyon tarsi thi
Kisi sayar ka dil ban ke
Barasti hain bundein tum pe
Kisi shayar ka dil ban ke
Barasti hain bundein tum pe
Nazara uff kya hota hai
Guzarti hain jab zulfon se
Door kaheen ab jao na tum
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun baraat ki dhun sun
Dil mein yahi ek gam rehta hai
Sath mere tu kam rehta hai
Ha dil mein yahi ek gam rehta hai
Sath mere tu kam rehta hai
Chhod ke abhi jao na tum
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Haa dhire dhire haule haule
Bhiga dengi yeh barsatein
Haan dhire dhire haule haule
Bhiga dengi yeh barsatein
Jaane kahan phir milengi
Humein aisi mulakatein
Sambhalu kaise main dil ko
Diwana chahey bas tumko
Khwahishon mein hee
Jal raha hun main yahan
Wo pehli si barish ban ke
Baras jao na tum hum pe
Hawa ka rukh badal jaye
Mohabbat karna tum aise
Khwaab mera yeh todo na tum
Zismon se barasti barish
Ne ruh bhiga di hai
Is mausam ki sazish ne
Yu neend uda di hai
Waise to dubane ko bas
Ik boond hi kafi hai
Socho to zara kya hoga
Abhi raat yeh baaki hai
Sath mere beh jao na tum
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garja simat gaye hum
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garja simat gaye hum
Hosh bhi ho jaane do gum
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun
Sun sun sun barsat ki dhun sun