Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics by majrooh sultanpuri from movie Yaadon ki Barat 1973. Chura Liya Hai Tumne song sung bu Asha Bhonsle and Mohammed Rafi.
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke tum meri jindgani
Kahin badal n jana sanam
Ho le liya dil oh haye mera dil
Haye dil lekar mujhko n behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke tum meri jindgani
Kahin badal na jana sanam
Bahar ban ke aun
Kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaye yeh din
Kahin isi tammna mein
Bahar ban ke aun
Kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaye yeh din
Kahin isi tammna mein
Tum mere ho
ho tum mere ho
Ajj tum itna wada karte jana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Sjaunga main lut kar bhi
Tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka dunga
Hasin labo ki laali ko
Hai wafa kya is jahan ko
Ek din dikhla dunga mai diwana
Chura liya chura liya hai
Tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jana sanam
Ley liya dil haye mera dil
Haye dil lekar mujhko n bahlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Song Info
Song | Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko |
Lyrics | Majrooh Sultanpuri |
Singer | Mohammed Rafi, Asha Bhonsle |
Music | R.D. Burman |
Movie | Yaadon Ki Barat 1973 |