Ek pyar ka nagma hai Lyrics

Ek pyar ka nagma hai Lyrics by Mukesh, Evergreen Song Ek pyar ka nagma hai from movie Shor released on 1972. Ek pyar ka nagma hai sung by Mukesh and lata Mangeshkar. Old Song Ek pyar ka nagma hai music composed by Laxmikant pyare lal.

Ek pyar ka nagma hai Song Details

  • Song Ek Pyar Ka Nagma Hia
  • Singer Mukesh and Lata
  • Lyrics Santosh Aanand
  • Movie Shor

Ek pyar ka nagma hai Lyrics

Ek pyar ka nagma hai
mozo ki ravani hai
Zindagi or kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai

Kuchh pakar khona hai
kuchh kho kar pana hai
jivan ka matlab to
Ik umar churani hai
Zindagi or kuchh bhi nahi..

Tu dhar hai nadiya ki
Mian tera kinara hun
Tu mera sahara hai,
Mian tera sahara hun
Ankho mein samandar
Ashaon ka pani hai
Zindagi or …

Tufan to ana hai
Aa kar chale jana hai
Badal hai ye kuchh pal ka
Chha kar dhal jana hai
Parchhaiyan rah jati
Rah jati nishani hai
Zindagi or

Ek pyar ka nagma hai Lyrics