Galtiyaan Lyrics Neeti Mohan
Galtiyaan Lyrics by Neeti Mohan Ft. Harshit Tomar, Latest Hindi Song Galtiyaan Lyrics Penned down by Ravish Khanna. Music of Brand new song Galtiyaan given by : Muzik Amy. This video song cast by Sonali Raut.
Galtiyaan Song Details
Song Galtiyaan
Singer Neeti Mohan, Harshit Tomar
Lyrics Ravish Khanna
Music Muzik Amy
Cast Sonali Raut
Galtiyaan Lyrics
Rab na kare, ishq sataye
Kisi koyi na, Dil se Dukhaye
Kinara mila jo kinara nahi thha
Bas bahana thha sahara nahi tha
Jhuthe se wadon par kyun
Yakin maine kar liya
Suntey rahi main tujhko
Khud ko ansuna kar diya
Galtiyaan jo ki hoti
Mil jaati mafiyaan
Par tu to bewafa tha sajnaa
Tune ki hai chalakiyan
Galtiyaan jo ki hoti
Mil jaati mafiyan
Par tu toh bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Laaj sharm k toote hai dhage
Teri nadaani manmani k aage
Is tarah se rangi tere rang mein
Koyi bhi rang ab mujhpe na lage
Koyi bhi rang ab mujhpe na lage
Gunah kuchh aisa kiya
Pyar jo tujhko kiya
Auron ko paane ke liye
Tune mujhko hi kho diya
Galtiyaan jo ki hoti
Mil jaati maafiyan
Par tu toh bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Meri khatah naal
Mera kasoor hai
Kivein main dasaan mera
Dil majboor hai
Mere naal pyaar kar
Saja tu paayi hai
Pavein gunahgar kya
Dil se chor hai
Pavein maaf na mainu kari
Meinu akhi na bechara
Sate tere dil te laagi
Akh meri rove yaara
Main kamla kanjar paapi
Paavei kahle jaag sara
Aithe sirf judaiyan jeeti
Haa Haara main hara
Meri tabhai tainu dissdee nahi
Ishq dawayi kithe biktee nahi
Hath laagi meri badnamiyan
Galtiyaan jo kee hoti
Mil jaati mafiyaan
Par tu to bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Galtiyaan jo i hoti
Mil jaati mafiyan
Par tu toh bewafa tha sajna
Tune ki hai chalakiyan
Har pyar karne wale
ko satata hai rabba
Jarur teri bhi koyi
majburi rahi hogi
Tera bhi dil toda hoga kisi ne
Shayad teri kahani bhi
adhuri rahi hogi