Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona aya

 Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona Lyrics – Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona song written by sahir ludhianvi from movie Hum Dono

Kabhi khud pe Song Info

SongKabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona aya
SingerMohammed Rafi
LyricsSahir Ludhianvi
MusicJaidev Kumar
MovieHum Dono 1962

Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona Lyrics

Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona aya

Kabhi khud pe

Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona aya

baat nikali to har baat pe rona aya

ham to samjhe the ki hum bhool gaye hai unko

ham to samjhe the

kya hua aaj kis baat pe rona aya

kya hua aaj kis baat pe rona aya

kis liye jitey hai ham

kis liye jitey hai ham

barah aisey halat pe rona aya

barah aisey halat pe rona aya

kon rota hai kisi or ki khatir ae dost

sab ko apni hi kisi baat pe rona aya

sab ko apni hi kisi baat pe rona aya

Kabhi khud pe Kabhi Halat Pe Rona aya

baat nikali to har baat pe rona aya