Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics in Hindi/English From Movie Nagin Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics written by Rajinder Krishnan. Evergreen Old Song Mera Dil Ye Pukare Aaja Sung by Lata Mangeshkar.
Mera Dil Ye Pukare Aaja Song Details
Song Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics
Lyrics Rajinder Krishnan
Music Hemant Kumar
Singer Lata Mangeshkar
Movie Nagin
Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics
Mera dil ye pukare aaja
Mere Gam ke sahare aaja
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Tu nahin to ye rut
Ye hava kya karun kya karun
Tu nahin to ye rut karun
ye hava kyaa karun
Door tujh se main rah
ke bataa kya karun kyaa karun
suna suna hai jahan
Ab jaaun main kahan
Bas itana mujhe samajha jaa
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Aandhiyan vo chalin
Aashiyan luT gaya luT gaya
Aandhiyan vo chalin
Aashiyan lut gaya
pyaar kaa muskurata
jahan lut gaya lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitane talak o chaand
o chaand mere dikhala jaa
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Munh chhupa ke meri
Zindagi ro rahi ro rahii
Din Dhala bhi nahin
Shaam kyon ho rahi
Ho rahi
Teri duniya se ham
Le ke chale tera Gam
Dam bhar ke liye To aajaa
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja