Zara Zara Behekta Hai Lyrics English
Zara Zara Behekta Hai Lyrics English – Zara Zara Behekta Hai is a Latest Song. Which is sung by Aditya Bhardwaj. Lyrics of the song ” Zara Zara Behekta Hai ” are written by Aditya Bhardwaj, while the music composed by Aditya Bhardwaj.
Zara Zara Behekta Hai
Song | Zara Zara Behekta Hai |
Lyrics | Sameer , Aditya Bhardwaj |
Music | Aditya Bhardwaj |
Singer | Omkar & Aditya Bhardwaj |
Zara Zara Behekta Hai Lyrics
Zara zara behkta hai mehkta hai
Aaj to mera tan badan main pyasi hu
Mujhe bhar le apni bahon me
Zara zara behkta hai mehkta hai
Aaj to mera tan badan main pyasi hu
Mujhe bhar le apni bahon me
Hai meri kasam tujhko sanam
Door kahin na ja
Yeh doori kahti hai
Paas mere aaja re
Yuhi baras kali ghata
Kali ghata barse
Hum yaar bheeg jaye
Is chahat ki barish me
Meri khuli khuli laton ko suljhaye
Tu apni unglion se
Main to hun isi khwahish me
Sardi ki raton me hum soye raat
Ek chader men
Zara zara behkta hai mehkta hai
Aaj to mera tan badan main pyasi hu
Mujhe bhar le apni bahon me
Aaja re aa re aa
Tadpaye mujhe teri sabhi baten
Ek baar deewani jhutha
Hi sahi pyar to kar
Main bhooli nahi haseen mulakte
Bechain karke mujhko
Mujhse yun na fer nazar
Ruthega na mujhse mere sathiya ye wada kar
Tere bina mushkil hai jina mera mere dil me
Zara zara behkta hai mehkta hai
Aaj to mera tan badan main pyasi hu
Mujhe bhar le apni bahon me
Main meri kasam tujhko sanam
Door kahin na ja ye doori kahti hai
Paas mere aaja re aaja re aaja re
Aaja re aaja re